Ronak Sawant is an artist engaged in performing, literary and visual arts. He is a life explorer and a free soul who uses his art, wisdom and life's journey to inspire people and make a positive change in the world.

July 30, 2016

पहाड़ों से प्यार (Pahaadon Se Pyaar)

Text Divider Illustration
Pahaadon Se Pyaar - Ronak Sawant

पता नहीं क्या हुआ है मुझे आजकल,

पहाड़ों में अपने आप को देख रहा हूँ,

पहाड़ों में अपने दिल को महसूस कर रहा हूँ,

पहाड़ों में जैसे शायद खुद ही को ढूंढ रहा हूँ

अभी तो यहीं हूँ मैं, पर दिल है कहीं पहाडों में

ये पहाड़ों से प्यार है मेरा या कुछ और!

~~~


Pahaadon Se Pyaar



Pata nahi kya hua hai mujhe aaj-kal,

Pahaadon mein apne aap ko dekh raha hoon,

Pahaadon mein apne dil ko mehsoos kar raha hoon,

Pahaadon mein jaise shayad khud hi ko dhoondh raha hoon.

Abhi toh yahin hoon main, par dil hai kahin pahaadon mein.

Yeh pahaadon se pyaar hai mera yaa kuch aur!

✽✽✽

Search

Views


"Ronak Sawant is Ronak Sawant because Ronak Sawant is a Krishna bhakta."

– Ronak Sawant