Ronak Sawant is an Indian artist, dancer, poet, writer, street photographer and humanitarian. He is the life explorer & a free bird that uses his art, wisdom and life’s journey to inspire people and make a change in the world.

February 28, 2019
"सफर जारी है।" (Safar Jaari Hai) - A Poem by Ronak Sawant

कैसे रुकूँ, कैसे आराम करूँ मैं!
मंज़िल तक जो पहुँचना है।
बहुत दूर आ गया हूँ, और इससे भी आगे जाना हैं।
बहुत कुछ करना है, बहुत कुछ सीखना है।
बहुत कुछ पाना है, बहुत कुछ देना है।
आज़ाद पंछी की तरह उड़ना है।
सपनों को पूरा करना हैं।
प्यार करते रहना है।
खुशियाँ बाँटते रहना हैं।
ज़िंदगी पूरी तरह से जीना है।
कैसे रुकूँ, कैसे आराम करूँ मैं!
मंज़िल तक जो पहुँचना है।
ज़िंदगी प्यारी है।
सफर जारी है।
कवि - रोनक सावंत
~~~
"Safar Jaari Hai"
Kaise rukoon, kaise aaraam karu mai!
Manzil tak jo pahunchna hai.
Bahut dur aa gaya hoon, aur isse bhi aage jana hai.
Bahut kuch karna hai, bahut kuch seekhna hai.
Bahut kuch pana hai, bahut kuch dena hai.
Aazaad panchi ki tarah udna hai.
Sapnon ko poora karna hai.
Pyaar karte rehna hai.
Khushiyan baantate rehna hai.
Zindagi puri tarah se jeena hai.
Kaise rukoon, kaise aaraam karu mai!
Manzil tak jo pahunchna hai.
Zindagi pyaari hai.
Safar jaari hai.
Poet - Ronak Sawant