Ronak Sawant is an artist engaged in performing, literary and visual arts. He is a life explorer and a free soul who uses his art, wisdom and life's journey to inspire people and make a positive change in the world.

January 21, 2021

text divider illustration
Pyaar Hai Tumse - Song by Ronak Sawant

[Verse 1]

Mera dil bas karta hai teri baatein

Dhadakte hue bas leta hai tera naam

Mera mann bas sochta hai tere baare mein

Sochte hue dhal jaati hai yeh shyaam

Meri aankhon ko nazar aaye bas tera hi chehra

Duniya mein laga ho jaise bas tera hi mela

 

[Pre-Chorus]

Tu khaas hai

Tu khwaab hai

Tu safar hai

Aur manzil bhi hai

 

Tu pyaar hai

Tu khumaar hai

Tu din hai

Aur raat bhi hai

 

[Chorus]

Haan mujhe pyaar hai tumse

Pyaar hai tumse

Pyaar hai tumse

Aa saath mein hum zindagi jeeye

Aa saath mein hum zindagi jeeye

Aa saath mein hum zindagi jeeye

 

Ra-ra-ra, Ra-ra-ra, Ra-ra-ra-ra-ra-ra-ra

Ra-ra-ra, Ra-ra-ra, Ra-ra-ra-ra-ra-ra-ra

 

[Verse 2]

Mera rooh bas chahta hai tujhe hi

Chahe aise ke tu hi hai meri pari

Teri muskurahat se mai pighal jaata hoon

Pighalkar mai gungunaata hoon yeh saare dhun

Teri aankhon ko dekhkar mai doob jata hoon

Tairkar mai paa leta hoon khud ko bas tere sang

 

[Pre-Chorus]

Tu aashna hai

Tu aashiyaana hai

Tu paani hai

Aur zindagi bhi hai

 

Tu pyaar hai

Tu khumaar hai

Tu din hai

Aur raat bhi hai

 

[Chorus]

Haan mujhe pyaar hai tumse

Pyaar hai tumse

Pyaar hai tumse

Aa saath mein hum zindagi jeeye

Aa saath mein hum zindagi jeeye

Aa saath mein hum zindagi jeeye

 

Ra-ra-ra, Ra-ra-ra, Ra-ra-ra-ra-ra-ra-ra

Ra-ra-ra, Ra-ra-ra, Ra-ra-ra-ra-ra-ra-ra

 

 

Song by Ronak Sawant



Note: Image copyright belongs to the respective owner. I do not own the copyright to the image used in this post.

Get Inspired

To receive notifications of new posts and inspiring content by email,
simply enter your email address and subscribe to Ronak Sawant's blog.

Get in Touch

To connect and get regular updates,
simply join Ronak Sawant's social networks.

Search

Views


"Ronak Sawant is Ronak Sawant because Ronak Sawant is a Krishna bhakta."

– Ronak Sawant